Masaledar Chaat Banane Ka Tarika Urdu

Masaledar Chaat Banane Ka Tarika Urdu

Masalay Dar Chaat Is Formed With Blend Of Various Ingredients. You'll Serve This Spicy Snack On Different Occasions. It'll Be Hard To Prevent Hand.

Masaledar Chaat Banane Ka Tarika Urdu
Masaledar Chaat Banane Ka Tarika Urdu
Masaledar Chaat Banane Ka Tarika Urdu Main Apki Khidmat Mian Hazir Hai Pasand Aye Tu Like Zaroor Kare Jazak Allah.


  •  Ajzaa.

Masaledar Chaat Banane Ka Tarika Urdu
Masaledar Chaat Banane Ka Tarika Urdu
One Cup Of White Gram
Tamarind Paste Four Tablespoons
A Cup Of Water
Oil Two Tablespoons
(Under Half Teaspoon (Proven)
An Onion (Finely Chopped)
Garlic Gambling Double Digits
One Inch Of Ginger
Green Chilli (Two Numbers)
(Kashmiri Red Pepper Is Double-digit)
(Under A Teaspoon (Crushed)
(A Teaspoon Of Coriander Powder)
One-quarter Teaspoon Of Turmeric
Salt Custom Taste
(Tomato 200 Grams (Sliced)
Heat Spice Powder Half A Teaspoon
Curry Leaves Eight Digits
One Teaspoon Of Sugar
For Garnishing The Crust
(Green For Garnishing (Cut Off)
To Garnish The Onions
Green Chilli For Garnishing


  •  Tarkeeb Ajzaa.

Masaledar Chaat Banane Ka Tarika Urdu
Masaledar Chaat Banane Ka Tarika Urdu

Put Tamarind Paste In Water And Boil For Fifteen Minutes Until Half A Cup Of Water Is Left.

Heat The Oil During A Pan, Add The Curry Leaves, Kashmiri Red Chillies And Cumin And Fry For 2 Minutes.

Then Add The Onion, Garlic And Ginger And Fry For An Additional Two Minutes.

Add Green Chilli And Fry For A Short Time .

Then Add The Coriander, Parsley, Turmeric Powder And Salt And Fry For 3 To Four Minutes.

Then Add The Tomatoes And Cook Until A Boil Comes Out.

Now Add The Gram, All The Spice Powder, Tamarind Water And Sugar.

Then Cover And Let It Simmer For Five To Seven Minutes.

Remove The Dish .

Then Garnish With Papaya, Coriander, Onion And Green Chillies.

Juicy Fruit Chaat Banane Ka Tarika

Juicy Fruit Chaat Banane Ka Tarika


Juicy Fruit Chaat Banane Ka Tarika
Juicy Fruit Chaat Banane Ka Tarika

Juicy Fruit Chaat Banane Ka Tarika
Juicy Fruit Chaat Banane Ka Tarika
: For Fruit Licking
Mango Two To 3 Numbers
Seasonal Fruits 2 Hundred And Fifty Grams
: For Josie Sass
A Cup Of Fruit Juice 
A Cup Of Cream
Brown Sugar Three To Four Tablespoons
(Black Pepper Half Teaspoon) Chopped
(Bottom Half Teaspoon (Sliced))
Black Salt Half Teaspoon
Chinese Customization
Salt Custom Taste


Juicy Fruit Chaat Banane Ka Tarika
Juicy Fruit Chaat Banane Ka Tarika

1. For The Fruit Lick: Cut Cubes Of Mango And Seasonal Fruit Into A Bowl.

2. For The Juice Sauce: During A Bowl, Add Fruit Juice , Sugar, Pepper, Cumin, Sugar , Cream, Black Salt And Salt.

3. With Egg Batter, Mix All Ingredients Well And Make The Sauce.

4 Now Add The Mango And Fruit Cubes During A Deep Dish And Pour The Sauce On Top....

Hara Masala Raita Recipe In Urdu / Hindi

Hara Masala Raita Recipe In Urdu / Hindi

Hara Masala Raita Recipe In Urdu / Hindi
Hara Masala Raita Recipe In Urdu / Hindi

Hara Masala Raita Recipe In Urdu / Hindi
Hara Masala Raita Recipe In Urdu / Hindi

Aslaam-o-alikum Dosto Aaaj Hum Aapko Hara Masala Raita Recipe In Urdu Main Banae Ka Tariqa Bata Rahe Hain, Agar Apko Pasnd Aye To Apne Tamaam Dostoon Main Share Karen Take Woh Bhi Is Recipe Se Lutf Andos Hon.

Ajzaa:-

Dahi Adha Kilo
Podina 10 se 12 Patte
Hari Mich Choti 2 Add
Lehsan Ka Jawa 1 Add
Namak Adha Chaye Ka Chammach
Zira 1 Chaye Ka Chammach

Tamaam Ajza Ko Glendar Main Daal Kar Pees Lain - Raeta Tiyar Hai

Sada Gulab Jamun Banane Ka Tarika

Aslaam-o-alikum Aaj Hum Apko Banana Sikhayenge Sada Gulab Jamun Banane Ka Tarika Wo Bhi Vip Kar Ke Tu Meri Behnoon Aur Bhaioo Hamare Saath Jure Rahen Bus Aap Ki Dowa Ki Zarorat Hai.

Bus Aap Behnoon Aur Bhaioon Se Guzarish Hai Ke Apko Agar Hamari Khidmaat Pasand Ayen Tu Plzz Apne Dostoon Main Share Zaroor Kiya Karen Facebook Par Aur Youtube Par Aur Bhi Jahan Ap Ko Munasib Lage. Thanks

Sada Gulab Jamun Banane Ka Tarika


Sada Gulab Jamun Banane Ka Tarika
Sada Gulab Jamun Banane Ka Tarika 

Sada Gulab Jamun Banane Ka Tarika - Samaan - Ajzaa

Sada Gulab Jamun Banane Ka Tarika
Sada Gulab Jamun Banane Ka Tarika

Sada Gulab Jamun Banane Ka Tarika Aur Ajzaa - Samaan



1. Khoya  -  250 Gram

2. Chini  -  750 Gram

3. Ghee - 250 Milliliter

4. Baking Powder Mitha Soda  -  Chai Wala Aadha Chammach

5. Elaichi Sabz  -  12 Add

5. Paneer  -  100 Gram



Sada Gulab Jamun Banane Ka Tarika Aur Iski Tarkeeb Yahan Dekhin.




Maide , Khoye Aur Paneer Teeno Ko Hathoon Se Masal Kar Yk Jan Kar Lijiye.


Tenoon Chizeen Mil Jayeen To Elaichi Ke Daane Pees Kar Mila Dijiye.


Baking Powder Mitha Soda Bhi Mila Dijiye Aur Achi Tarhan Gondh Kar Takribbaan Adha Ghanta Isi Tarhan Para Rehne Dijiye.


Ek Deghchi Main Chini Aur Paani Daal Kar Ek Taar Ki Chashni Pakka Kar Rakh Lijiye.


Maide Paneer Aur Khoye Ke Gondhe Hoye Aameze Ki Apni Marzi Ke Mutabiq Gool Gool Ya Lumbootri Gooliyaan Bana Kar In Ko Ghee Main Tall Kar Surkh Kar Lijiye Aur Surkh Hone Par In Ko Chini Wali Chashni Main Dalte Jaiyee.


Gulaab Jamun Is Chashni Main Poore Toor Par Doob Jane Chahiyen.


Aadhe Ghante Baad Thande Hone Par Chandi Ke Warq Laga Kar Tanawul Farma Len. 

Most Red. Gulab Jamun Recipe in Urdu - Http://bit.ly/2qk16jp

Most Red. Khoya Badam K Gulab Jamun Recipe in Urdu - Http://bit.ly/39wrhji

Most Red. Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi - Http://bit.ly/2tqidif

Most Red. Gulab Jamun Special Banane Ka Tarika Urdu Hindi http://bit.ly/2ZSdHWh

Gulab Jamun Special Banane Ka Tarika Urdu Hindi

Aslaam -o- Alikum Aaj Hum Apko Gulab Jamun Special Banane Ka Tarika Urdu Hindi Main Tu Sakoon Se Red Karen Hamare Bataye Hoye Tarike Ko Aur Banana Sikhen Mast Gulab Jamun Abhi.

Gulab Jamun Special Banane Ka Tarika Urdu Hindi
Gulab Jamun Special Banane Ka Tarika Urdu Hindi


Gulab Jamun Special Banane Ka Tarika Urdu Hindi | Ajzaa | Samaan | Aeshiya |
Banane Ka Tarika

Gulab Jamun Special Banane Ka Tarika Urdu Hindi
Gulab Jamun Special Banane Ka Tarika Urdu Hindi

Gulab Jamun Special Banane Ka Tarika Urdu Hindi | Ajzaa | Samaan |

1. Khoya - 250 Gram

2. Chini  -  750 Gram

3. Ghee  -  250 Mli Gram

4. Baking Powder Mitha Soda  -  Chai Wala Adha Chammach

5. Elaichi Sabz  -  12 Add

6. Paneer  -  100 Gram


Gulab Jamun Special Banane Ki Tarkeb


Maide,khoye Aur Paneer Teeno Ko Hathoon Se Masal Kar Yk Jan Kar Lijiye.

Jub Teeno Chizen Mil Jayen Tu Elaichi Ke Daane Pees Kar Mila Den.

Baking Powder Mitha Soda Bhi Mila Dijiye Aur Achi Tarhaan Gondh Kar Takribban Adha Ghanta Isi Tarhan Para Rehne Dijiye.

Ek Degchi Main Chini Aur Paani Daal Kar Aik Taar Ki Chashni Paka Kar Rakh Lijiye.

Maide ,paneer Aur Khoye Ke Gundhe Hoye Aameze Ki Apni Marzi Ke Muttabik Gool Gool Ya Lmbwtri Goliaan Bana Kar In Ko Ghee Main Tal Kar Surkh Kar Lijiye Aur Surkh Hone Par In Ko Chini Wali Chashni Main Dalte Jayen.

Gulaab Jamun Is Chashni Main Pore Toor Par Doob Jane Chahhiye.

Adhe Ghante Baad Thande Hone Par Chandi Ke Warq  Laga Kar Tanawol Banao.


Most Red.

Gulab Jamun Recipe In Urdu - Http://bit.ly/2qk16jp

Khoya Badam K Gulab Jamun Recipe In Urdu - Http://bit.ly/39wrhji

Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi - http://bit.ly/2tqidiF




Note. Asi Tarhan Ki Achi Achi Recipe Dekhne Aur Sikhne Ke Liye Hamari Website Ko Vist Karte Raha Karen Thanks.

Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi

Aslaam-o-alikum aaj hum apko Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi main sikhane ja rahe hain

Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi
Dahi Ee Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi

Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi 

Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi
Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi

Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi Time Table.

1.Taiyari Ka Mukammal Waqt - 10 Mint

2.Pakaane ka Waqt - 60 Mint

3.Khane Walo Ki Tadad - 12 Afraad

4.Calories  -  150 Calories

Dahi Ke Gulab Jamun Recipe Urdu Ingredients
Dahi Ke Gulab Jamun Recipe Urdu Ingredients

Dahi Ke Gulab Jamun Recipe In Urdu | Hindi Ingredients - Ajzaa


1.Mitha Dahi  -  Adha Kilo

2.khoya  -  Adha Kilo

3.Chini  -  3 Pao

4.Ghee  -  Deer Pao

5.Maida  -  Adha Pao

6.Kewra  -  Bara Chammach

Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi
Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi


Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi  Banane Ki Tarkeeb


1. Khoye Ko Khoob Phent Kar As Main Maida Mila Den Aur Dono Ko Yk Jan Karen, Dahi Kapre Main Bhand Kar Latka Den.


2. Paani Nikal Aye To Ise Bhi Kewre Ke Saath Khoye Aur Maide Main Mila Den.


3. Litar Pani  Main Chini Daal Kar 2 Taar Ki Chaashni Taiyar Kar Len.


4. Khoye Aur Maide Ke Mawe Ki Gulab Jamunen Bana Len.


5. Frying Pan Main Ghee Garam Karen Aur Gulan Jamunoon Ko Gehre Surkh Mail Rang Main Tal Kar Chashni Dalte Rahen.


6. Do Ghante Shire Main Hi Pare Rahen.


7. Tashtri Main Hi Nikalen Aur Piste Ki Hawaiyaan Chirkeen Aur Warq Laga Den.



Most Red.


Gulab Jamun Recipe In Urdu - http://bit.ly/2QK16jP

Khoya Badam K Gulab Jamun Recipe In Urdu - http://bit.ly/39wrHJI



Note. Asi Tarhan Ki Achi Achi Recipe Dekhne Aur Sikhne Ke Liye Hamari Website Ko Vist Karte Raha Karen Thanks.

Khoya Badam K Gulab Jamun Recipe In Urdu

Khoya Badam K Gulab Jamun Recipe In Urdu

Khoya Badam K Gulab Jamun Recipe In Urdu
Khoya Badam K Gulab Jamun Recipe In Urdu

Khoya Badam Gulab Jamun Banane Ki Tarkeeb Khoya Badam K Gulab Jamun Recipe In Urdu

Gulab Jamun Recipe In Urdu Time Table
Gulab Jamun Recipe In Urdu Time Table

Gulab Jamun Recipe In Urdu Time Table.


1.Taiyari Ka Mukammal Waqt - 15 Mint
2.Pakaane ka Waqt - 35 Mint
3.Khane Walo Ki Tadad - 3 Afraad

Gulab Jamun Recipe Ingredients
Gulab Jamun Recipe Ingredients

Khoya Badam K Gulab Jamun Recipe In Urdu Ingredients - Ajzaa

1. Ghar ka Bana howa khoya  -  1 Piyali
2. Badam Adhi Piyali  -  Adhi Piyali
3. Anda  -  1 add
4. Chini -  Deer Piyali
5.Paani  -  1 Piyali
6. Zarde Ka Rang  -  1 Chotki
7. Cooking Oil  -  Hasbe Zaroorat

Gulab Jamun Recipe In Urdu Step by Step Instructions
Gulab Jamun Recipe In Urdu Step by Step Instructions

Khoya Badam K Gulab Jamun Recipe In Urdu Step By Step Instructions - Taiyaar Karne Ki Tarqeeb

1.Chaar Piyali Balai Ko Bhari Pende Ki Karhai Main Daal Kar Halki Aanch Per Itni Deer Pakayen Ke Ghi Alheda Ho Jaye,awr Bilkul Khoshk Khoya Reh Jaye.

2.Badaam Ko Bareek Pees Kar Khooye Aur Ande Ko Halka Sa Phent Kar Ek Ek Chamach Dalte Howe Mixchar Ko Sakht Gondh Len, Is Se Chote Chote Balls Bana Kar Hulki Aanch Per Cocking Oil  Min Frai Kar Len.

3.As Doraan Chini Ko Paani Main Achi Tarhaan Hal Karen Aur Zarde Ka Rang Daal Kar Itni Deer Pakayen Ke Obaal Ajaye .

4.Colhe Sy Otaar Kr Is Main Farai Kiye Hoye Gulab Jamun Daal Kr Dhak Kar 10 Se 15 Mint Rakh Den, In Munfrid Aur Mazedaar Gulab Jamun Ko Garam Garam Khana Shero Karen.



Note.
Asi Tarhan Ki Achi Achi Recipe Dekhne Aur Sikhne Ke Liye Hamari Website Ko Vist Karte Raha Karen Thanks. 

Gulab Jamun Recipe In Urdu

Gulab Jamun Recipe In Urdu

Gulab Jamun Recipe In Urdu
Gulab Jamun Recipe In Urdu
Aaj Hum Aap Ke Saath  Gulab Jamun Recipe In Urdu main bnane ka tariqa share kar rahe hain.

Gulab Jamun Recipe In Urdu Time Table
Gulab Jamun Recipe In Urdu Time Table

Gulab Jamun Recipe Time Table


1.Taiyari Ka Mukammal Waqt - 15 Mint
2.Pakaane ka Waqt - 25 Mint
3.Khane Walo Ki Tadad - 4 Afraad


Gulab Jamun Recipe Ingredients
Gulab Jamun Recipe Ingredients

Gulab Jamun Recipe Ingredients - Ajzaa

1. Khushk Doodh  -  1 Cup
2. Maida  -  1 Khane Ka Chammach
3. Anda   -  1 Adad
4. Baking Powder  -  1 Khanay Ka Chamcha
5. Oil  -  Ek Khane Ka Chamach
6. Chini  -  1 Cup
7. Paani  -  2 Cup

Gulab Jamun Recipe In Urdu Step by Step Instructions
Gulab Jamun Recipe In Urdu Step by Step Instructions

Gulab Jamun Recipe In Urdu Step by Step Instructions - Taiyaar Karne Ki Tarqeeb

1.Sub Se Pehle 2 Cup Paani Main Ek Ek Kup Chini Daal Kar Cholhe Par Charha Dain Taake Shiraa Ban Jaye.

2.Ek Patili Main Dodh , Maida , Anda , Aur Oil Daal Kar Achi Tarhaan Se Ghoond Lain.

3.Anda Pehle Alag Phent Lain Aur Thora Thora Kar Ke Daleen.

4.Phir Choti Choti Goliyaan Banaa Lain Aur Garum Teel Main Frai Kar Lain.ziyada Braon Na Karen.

5.Phir Garam Garam Shiree Main Daal Kar 2 Mint Takk Dhakkan Band Kar Ke Paka Lain. 


Note.
Asi Tarhan Ki Achi Achi Recipe Dekhne Aur Sikhne Ke Liye Hamari Website Ko Vist Karte Raha Karen Thanks.