Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi

Aslaam-o-alikum aaj hum apko Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi main sikhane ja rahe hain

Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi
Dahi Ee Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi

Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi 

Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi
Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi

Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi Time Table.

1.Taiyari Ka Mukammal Waqt - 10 Mint

2.Pakaane ka Waqt - 60 Mint

3.Khane Walo Ki Tadad - 12 Afraad

4.Calories  -  150 Calories

Dahi Ke Gulab Jamun Recipe Urdu Ingredients
Dahi Ke Gulab Jamun Recipe Urdu Ingredients

Dahi Ke Gulab Jamun Recipe In Urdu | Hindi Ingredients - Ajzaa


1.Mitha Dahi  -  Adha Kilo

2.khoya  -  Adha Kilo

3.Chini  -  3 Pao

4.Ghee  -  Deer Pao

5.Maida  -  Adha Pao

6.Kewra  -  Bara Chammach

Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi
Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi


Dahi Ke Gulab Jamun Banane Ka Tarika Urdu | Hindi  Banane Ki Tarkeeb


1. Khoye Ko Khoob Phent Kar As Main Maida Mila Den Aur Dono Ko Yk Jan Karen, Dahi Kapre Main Bhand Kar Latka Den.


2. Paani Nikal Aye To Ise Bhi Kewre Ke Saath Khoye Aur Maide Main Mila Den.


3. Litar Pani  Main Chini Daal Kar 2 Taar Ki Chaashni Taiyar Kar Len.


4. Khoye Aur Maide Ke Mawe Ki Gulab Jamunen Bana Len.


5. Frying Pan Main Ghee Garam Karen Aur Gulan Jamunoon Ko Gehre Surkh Mail Rang Main Tal Kar Chashni Dalte Rahen.


6. Do Ghante Shire Main Hi Pare Rahen.


7. Tashtri Main Hi Nikalen Aur Piste Ki Hawaiyaan Chirkeen Aur Warq Laga Den.



Most Red.


Gulab Jamun Recipe In Urdu - http://bit.ly/2QK16jP

Khoya Badam K Gulab Jamun Recipe In Urdu - http://bit.ly/39wrHJI



Note. Asi Tarhan Ki Achi Achi Recipe Dekhne Aur Sikhne Ke Liye Hamari Website Ko Vist Karte Raha Karen Thanks.