Khoya Badam K Gulab Jamun Recipe In Urdu

Khoya Badam K Gulab Jamun Recipe In Urdu

Khoya Badam K Gulab Jamun Recipe In Urdu
Khoya Badam K Gulab Jamun Recipe In Urdu

Khoya Badam Gulab Jamun Banane Ki Tarkeeb Khoya Badam K Gulab Jamun Recipe In Urdu

Gulab Jamun Recipe In Urdu Time Table
Gulab Jamun Recipe In Urdu Time Table

Gulab Jamun Recipe In Urdu Time Table.


1.Taiyari Ka Mukammal Waqt - 15 Mint
2.Pakaane ka Waqt - 35 Mint
3.Khane Walo Ki Tadad - 3 Afraad

Gulab Jamun Recipe Ingredients
Gulab Jamun Recipe Ingredients

Khoya Badam K Gulab Jamun Recipe In Urdu Ingredients - Ajzaa

1. Ghar ka Bana howa khoya  -  1 Piyali
2. Badam Adhi Piyali  -  Adhi Piyali
3. Anda  -  1 add
4. Chini -  Deer Piyali
5.Paani  -  1 Piyali
6. Zarde Ka Rang  -  1 Chotki
7. Cooking Oil  -  Hasbe Zaroorat

Gulab Jamun Recipe In Urdu Step by Step Instructions
Gulab Jamun Recipe In Urdu Step by Step Instructions

Khoya Badam K Gulab Jamun Recipe In Urdu Step By Step Instructions - Taiyaar Karne Ki Tarqeeb

1.Chaar Piyali Balai Ko Bhari Pende Ki Karhai Main Daal Kar Halki Aanch Per Itni Deer Pakayen Ke Ghi Alheda Ho Jaye,awr Bilkul Khoshk Khoya Reh Jaye.

2.Badaam Ko Bareek Pees Kar Khooye Aur Ande Ko Halka Sa Phent Kar Ek Ek Chamach Dalte Howe Mixchar Ko Sakht Gondh Len, Is Se Chote Chote Balls Bana Kar Hulki Aanch Per Cocking Oil  Min Frai Kar Len.

3.As Doraan Chini Ko Paani Main Achi Tarhaan Hal Karen Aur Zarde Ka Rang Daal Kar Itni Deer Pakayen Ke Obaal Ajaye .

4.Colhe Sy Otaar Kr Is Main Farai Kiye Hoye Gulab Jamun Daal Kr Dhak Kar 10 Se 15 Mint Rakh Den, In Munfrid Aur Mazedaar Gulab Jamun Ko Garam Garam Khana Shero Karen.



Note.
Asi Tarhan Ki Achi Achi Recipe Dekhne Aur Sikhne Ke Liye Hamari Website Ko Vist Karte Raha Karen Thanks.