Kheere Ke Facial Ke Fayde
Ek Khra Lain Aur Is Ke 2 Tarhan Ke Mask Bana Kar Chehre Per Lagayen.
Aur Chehre Ki Khobsorti Brhayen
Kheera ek aesi sabzi he ju hamare ghr main har waqt mojod rehti he , aur loog ise slaad
Ke toor par antihai shooq se istamaal karte hain, lekin dilchasb bat ye he ke kheere ko,
Hum aur bhi bahut se masail ke liye istemal kar sakte hain.
Kheera bari tadad mein anti occident aur vitamin c se bharpoor hota he, is sabzi ko pani ki kami pori karne ke liye bhi istemal kiya jata he,
lekin aaj hum aapko kheere se 3 tarah ke mask banane ka trika bataenge ,
jo ke apke chehre ke bohat se masail hal karne main madadgaar sabit hoga
aur aap inhe aasani se bana kar ghar mein fisal kar sakengi
Kheere Ka Sada Mask
Agar aap ko lag raha hai ki aap ke chehre ki jild beronak hogai he tu aap se bana jhatpat mask bana kar laga sakte hain, ye aap ke chehre ko fori tazgi fraham kare ga,
Aur chare ki ronak bhi loot ayegi.
Mask Banane Ka Trika
Is mask ke liye aap ek kheera lain aur isse chilkoon sameet greend kar lain,
Kheere ko is waqt tak greend karen jub tak wo pest ki shakal ikhtiyaar na kar le.
Ye juse apne chehre per 15 mint tak laga rehne dain, aur phir chehra neem garam pani se dho lain ,
Aap apne chehre per tazgi wazze tor par mehsoos karenge.
Kheere Ka Mask Dahi Aur Shhad Ke Saath
Ye mask aap ke chehre ki jil ki tamaam bimariyaan khatam kar dega,
Jis main aikni sar e fursat hai. Dliyaa ( joi ka atta ) chehre ke murda khalyoon ko khatam kar deta hai,
Jub ke shehad chehre ko taro tazgi aur naye khaliye pida karne main madadgaar sabit hota he.
Money Heist - Season 1 - Episode 5 - HINDI